lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu tabtak – udbhav

Loading...

hoti na baatein ab jaisi pehle hum karte the
seh lete raatein jab kuch bhi na dono kehte the
rehte the door phirbhi saansein saath chalti thi
main tha dhokebaaz, aur tu thi diljali
kabhi kabhi hi hota hai kuch aisa, ek baar hi shayad
poore jeevan jee leta tha main ek raat mein hi
hua mehsoos ki
hum hain yahan bas hone ko, yaad hai?
kuch bhi nahi tha khone ko
badal g*ye hain hum par ye duniya toh hai wahi
sab paagal hain saale jo kehte rehte unko ghum nahi
bachhe thak chuke hain, keh rahe hain rehne dein
dekh, ya toh hum galat hain, ya toh ye sab sahi
gila shikwa na koi bhi aur na kisi se dikkatein
sabhi ke mann mein hai ki bas vo bhi kahin pe tik sakein
abtak ye jeevan jee ke hai seekha maine bas yahi
jaise unko dikh rahe hain hote waise hum nahi
yati
woah
check
woah
check
woah
check
woah

tu sune na sune
kahe na kahe
main toh
sab sunn raha hai

kabhi na kabhi
tu bhi ayegi
par tabtak

aisi hi baaton se toh main
dar jaata hai
aisi hi baaton se toh lagta hai
ki tujhe hai bas apni padi
tabhi toh main zinda rehta nahin
din hai raat mein, ya nahin?
din hai raat mein, ya nahin?
(yahan pe rap ayega)
tu sune na sune
kahe na kahe
main toh
sab sunn raha hai

kabhi na kabhi
tu bhi ayegi
par tabtak

inn dinon
lagta ki bas main hi zinda hai
apne hi kamre mein rehta hai
inn sapnon ki sunta hai
inn dinon
main khud ko hi chunta hai
inn sapnon ki sunta hai

tu sune na sune
kahe na kahe
main toh
sab sunn raha hai
kabhi na kabhi
tu bhi ayegi
par tabtak

woah
check
woah
check
woah
check
woah

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...