lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu e ajnabi – udit narayan & mahalaxshmi

Loading...

e ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
e ajnabi tu bhi kabhi aawaaz de kahin se
main yahan tukdon mein ji raha hoon
main yahan tukdon mein ji raha hoon
tu kahin tukdon mein ji rahi hai

roz roz resham si hawa aate jaate kahti hai bataa
resham si hawa kahti hai bata
woh jo doodh dhuli masoom kali
woh hai kahan kahan hai woh roshni kahan hai
woh jaan si kahan hai
main adhoora tu adhoori ji rahi hai
e ajnabi …

tu to nahin hai lekin teri muskurahat hai
chehra tera nahin hai par teri aahatein hai
tu hai kahan kahan hai, tera nishaan kahan hai
mera jahan kahan hai
main adhoora tu adhoori ji rahi hai
e ajnabi …

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...