lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu main hoon yahin – vibhansh chaudhary

Loading...

meri nazro main tum
abhi bhi basti ho
mere khwabo main tum
abhi bhi dikhti ho
meri aankhon se aansun banke
abhi bhi girti ho tum

toh aa pass fir mere khali ghar ko mehkane

karenge baatein jo reh g*ye adhoori
woh unkahi baatein jo na tune suni
ye lamba safar na katega tere bin
o mere humsafar aake mil mujhe kahi

main hoon yahin
abhi bhi wahin
main hoon yahin
abhi bhi wahin

tumse juda hoke bhi
tumhari yaadein baki hai kahi
tumse keh na saka
mere dil main kya hai chupa
tumhare bina iss zindagi main
ab kuch bhi nahi hai bacha
toh aa pass fir mere toote dil ko sehlane

main hoon yahin
abhi bhi wahin
main hoon yahin
abhi bhi wahin

main hoon yahin

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...