lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu main toh wahi – vincent boral

Loading...

kaisi yeh bekhudi
kyu yeh soonapan
tere hi yaadon mein
roye mera mann

ab mujhe lag raha
tu toh paas hai
fir bhi mere khuda
kyu naraaz hai

kyu laagey tu pehchaana sa
kyu laagey anjaana sa
kyu laagey tu pehchaana sa
tu toh ha anjaana sa

tere rooh tak hai
hai yeh safar
tere aadato ka
hai yeh asar

tujhe chaha toh main
yun bepanha
jaane ishq ne li
kyu imtihaan

tu hai jahaan
main hu waha
soona soona
mera jahaan
tha toh nahii

chora tune
mujhe jahaa
main toh wahi

tu hai jahaan
main hu waha
soona soona
mera jahaan
tha toh nahii
chora tune
mujhe jahaa
main toh wahi

teri saanson tak hai
mera safar
teri hasrato ka
hai yeh asar

tujhe dhoondta hu
kyun bewajah
badhne lagi yeh
madhoshiyaa

tu hai jahaan
main hu waha
soona soona
mera jahaan
tha toh nahii

chora tune
mujhe jahaa
main toh wahi

tu hai jahaan
main hu waha
soona soona
mera jahaan
tha toh nahii
chora tune
mujhe jahaa
main toh wahi

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...