lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu bar code – xpolymer dar

Loading...

(verse 1 – hashim nawaz)
inko karta hun khush mein
inko lagta hun khush mein
inko bolun mein kia
inko chota samajh k na kehta hun kuch mein

nazar andaaz
karun hamesha mein inhein
yahi mera andaaz
likhun jo parhein jab saaray hotay dekho heraan
aqal se hai buzurg par munda abhi jawaan hai
lafz pare hazaar hein

par saaray likhun ga na
zindagi choti rab ne taaqat di to bikkun ga na
jo izzat de na aaj kal ko usse milunga na
hein saamp yahan in k aag*y kabhi bichunga na

hashim katana/kitana
pakray fans donon haathon mein
inhi logon se mukhaatib hun mein jaano ye
ye suntay gaanay mere rehti kala caaron mein
in logon ki haan meri jab bhi ghoomtay bazaaron mein

haan tabhi to mein bolta k bolo mjhe kalakaar
meri bars in k aag*y gaanay hawalaat
qaid abhi bhi hein
in mein tattay ni hein
aapka jaanbaz ghair jaanbdar hai karta awaen phadday ni hai
ye kala kaali hai, ni ye kala jaali hai
jab tak hai jaan hai labda phiray challa raahi ye

samajh aati hai, inko ni par aadhi mein
bhai ne twaaday kurtay paa k burgeron ki saree/saari hai

bina shaadi k mein baap bana, eh!
isi gunah se mera naam bana
ye jo log karte shor lete naam mera zor se
inko pata bhai inka kahan pe tha

lapata onground ilaqa ghair
isliye mera hota aap se na verrr
maaray jaatay huay dekhay munday apnay saaath k
baat ye tum samajh saktay na (period) khair!

(hook – hashim nawaz & xpolymer dar)
larkay! mukka bana, baazu utha, sab ko dikha (dikha dikha)
sab ko bata, hum jo na hon tera jata hai kia (kiya kiya)

ungal utha

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...