lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu talaash – xr (rapper)

Loading...

[verse 1]
bayaan main kya karu kaun sunna chahta ye dastaan
bolu ya chup rahu na dikh raha hai koi rastaa
ghana sa jungle hai aur shor hai ikk awaaz ka
lagti hai meri hi par mann kahe naa koi vastaa

nayi sadakein raaste naye
khayi chhotein hadse hue
toota mann hai niraash
do pal khushiyan ki to talaash mein

[hook]
meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri mil jaaye tu kahin

meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri mil jaaye tu kahin

[verse 2]
ajab pehli ya hai khuda ka koi khel hi
fislata sab jaaye na pakad paayye hatheli bhi
dekhu main jis taraf lage hass rahi taqdeer hi
umeed hai na bachi kya ho gyi kuch der hi
nayi sadakein raaste naye
khayi chhotein hadse hue
toota mann hai niraash
do pal khushiyan ki to talaash mein

[hook]
meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri mil jaaye tu kahin

meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri talash hai mujhe
meri mil jaaye tu kahin

[verse 3]
kahi to aas hai jo hai kahe tu chalta jaa
par na aasan itna bhii jab mann rahe machlta yahan
kasamkash mein kasmein kha safar tu kar ta jaa
kat jaayega ye pal bhi shayad ho jayega savera

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...