lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu udd jaane de – xr (rapper)

Loading...

[hook]
main chal diya hu aasman pukare hai
chamkna sang chand aur sitaare ke
dekhlu duniya ke nazaare ye
hawa hu udd tu mujhko door jaane de

[verse 1]
chala chala main bhi ajnabi
manu usse par na majhabi
sochu khud ka par na matlabi
dikkat se dur mcafee

main kavi par nhi mushariyo mein
kehat kabir kya rakha inn saaro mein
keh kabhi to nhi main yaaron mein
hua naam fir to rishtedaaro mein

jaan jaan kaisa mayajaal
bina haal jaan lete haal jaan
lage chehra inhe khuli kitaab
par panne purane to loge kya jaan

kya chale yahan tu dil se pooch
murjhaya hai kyu tu khil ke pooch
muskura ban manchala
ye duniya chhod hum chale kahi dur

[hook]
main chal diya hu aasman pukare hai
chamkna sang chand aur sitaare ke
dekhlu duniya ke nazaare ye
hawa hu udu tu door mujhko jaane de

[verse 2]
kehte kehte pahuncha kaha abhi
ruki saansein hai na jaan bachi
behte behte soch udd chali
badal mein wo bhi hai gum kahin

rukti nahi hai kirane suraj ki
koi ant nahi, main sant nahi
avv gunn mere bhi kahi kahi
jo dikhte nahi kushkismat meri

life scroll kare up*down
dekhe sabhi but don’t act sound
strange peeps doing strange things
money, fame and just for clout

cloud sound hone logi down
in the final stage hona unbound
ab sochu na jyada samaaj ka
all the way up, on my own route

[hook]
main chal diya hu aasman pukare hai
chamkna sang chand aur sitaare ke
dekhlu duniya ke nazaare ye
hawa hu udu tu door mujhko jaane de

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...