lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu la-hasil – yeager

Loading...

haan mujhse ho g*yi khata
haan dil mera mujhse rutha
logo ke chakkar me kamre me band hoke
dil mera kitna roya
kal tak thi mere hi paas mein
aaj kisi aur ke sath mein wo
dekh ke jalta dil bola ye
mujhse ke ab faasle tu bhi naap le
paisa nasha pyaar nahi, paisa nasha yaar bas
par yaar bhi na sath to hoga ab vyapar bas
tu paas fir aake, dikha na yun roke
tod ke to chali g*yi, phir kyun mujhe roke
mujhe aage to badhne de
mujhe thoda sambhalne de
tere raahon mein phool mere me kaaten
chalke inpe haasil sab kar lеnge
ey! hum haasil sab karlenge
tеre pyaar me hum boht zyada behke the
sab paake bhi tujhko khoya
iss dard me afsanon ko kaagaz pe likhdenge
yeah, hum pehle bhi likhte the (yea, yeah)
hum pehle bhi gaatey
hum tujhko sunatey
humari woh baaten vo saari mulaqaatein
jo aati hai yaad
par ab bacha hi nahi pyaar
nanna na na
sacche pyaar pe ab na mera lagta jiya
na nana na
maine kiya aisa kya mili yeh daga
mujhe khud bhi na pata
na nana na
sach pyaar pe ab na mera lagta hai jiya
na nana na
paisa nasha chahiye bas mai pyaar se ab ho chuka khafa
jab milti hai aankhein
vo keh jaati lafz
jo mai keh bhi nahi paata, kabhi
chhupayi usne baatein
na pda farak
jabse tode usne waaday, saare
vo maane na maane
par maine tha maana
main karta raha sab
vo derhi bahana
aur aise sab sehte
yeh dil pada numb
aur ab time pde kamm
jab mai ginon mere phone mein ladkiyon ke num
jab mai ginon mere phone mein ladkiyon ke num
tere liye hi to sab mene kar diya tha kamm
ladkiyo se baatein kar diye the khatam
tune kaha me bas teri hun oh mere sanam
phir aaj koi aur kaise aa g*ya pasand
phir aaj kisi aur sang khaayi hai kasam
jaate jaate de g*yi mujhe kaafi badi tu sabak
shukriya dene ke liye sabak
husn walon sey na lagana dil ab
kho ke kar lenge haasil sab
mere dil ki tu kaatil par
ilzaam lunga apne sar
bas tum rehna khush ha rpal
aur bharam koi rakhna na
ab me tera kabhi ho sakta na

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...