lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu khoj raha tha – yeshu ke geet ministries

Loading...

[chorus: shanon milton & shawn milton]
khoj raha tha jisko zamana
door karega jag ka andhiyara
toote hue dilon ka wo sahara
aaya hamare beech roshan ek tara
khoj raha tha jisko zamana
door karega jag ka andhiyara

[rap: shawn milton]
gunahon ki qaid se azaad karne ko
ujde huon ko abad karne ko
andhere jeevan ko roshan karke
aasmani pyar nisaar karne ko

[verse 1: shanon milton & shawn milton]
andheri raat thi sunsaan raat thi
gadariyon ne dekha ujiyala
dooton ne baat ki
andheri raat thi sunsaan raat thi
gadariyon ne dekha ujiyala
dooton ne baat ki

[chorus: shanon milton & shawn milton]
khoj raha tha jisko zamana
door karega jag ka andhiyara
toote hue dilon ka wo sahara
aaya hamare beech roshan ek tara
khoj raha tha jisko zamana
door karega jag ka andhiyara
[rap: shawn milton]
gunahon ki qaid ko tod ke hum
bigda hua sab chod ke hum
roshni pake sab uske jake
yeshu ka sath hai to mitenge gam

[verse 2: shanon milton & shawn milton]
jeevan wo prem ka sandesh mukti ka
lekar ke dharti par aaya hai
beta khuda ka hai
jeevan wo prem ka sandesh mukti ka
lekar ke dharti par aaya hai
beta khuda ka hai

[chorus: shanon milton & shawn milton]
prem ka sandesh
prem ki khushboo
dene yeshu jag mein aaya
toote hue dilon ka wo sahara
aaya hamare beech roshan ek tara
khoj raha tha jisko zamana
door karega jag ka andhiyara
jag ka andhiyara
jag ka andhiyara

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...