lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu bepanah – yor yugh verma

Loading...

yyv

bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse yo!!
girl tune chain mera chheena
aake paas mere phir jaana tu kahin na
dekhi hoor koi tujhse na tujhsi kabhi na
jab boli teri sunu sune saath mujhe veena

aisa hua ishq mujhe
doob mara main teri meethi muskaan pe
maine ab khawab sajaye
sab kuch bhoola tujhe bas thoda bhota jaan ke
na raha khudse mera
vaasta khudse hua anjaan main
sabse main badhke teri
karne laga parwaah (haan)

bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse
bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse
main saari raat karta sawal khudse

main saari raat karta sawal khudse

tujhsi kabhi dekhi na khayalon mein bhi
tujhse nigaahein main kaise hataun
tujhko dekha jab se main khoya
mera hosh maine kaise ab hosh mein aaun
jo bhi likhna main chahun wo likh nahi paaun
tu rooth jaaye mujhse main tujhko manaun
aisi khawaishein hai meri ke main kya hi bataun
tu paas bulaale sab chhod ke aa jaaun jaana

aisa hua ishq mujhe
kar baitha sab tujhpe kurbaan main
tere pichche duniya main bhoola
tu bhi karde mujhpe ehsaan ek
mujhe tere dil mein jagah de
ya paas na aane ki koi wajah de
deewaangi mein teri mar jaunga
magar tujhse na kam hogi wafaayein

bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse
bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse
bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse
bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse

bepanah meri jaan hua ishq tujhse
tu bta hua kya tujhe ishq mujhse
meri jaan karoon kya aur baatein tujhse
main saari raat karta sawal khudse

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...