lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu chaloon – yor yugh verma

Loading...

kabhi toh mujhpe bhi
b*rs*gi uss rab ki
rehmatein
kabhi toh b*rs*gi

kabhi toh sapno ki
milengi mujhko bhi
zindagi
kabhi toh milengi

kuch toh likkha hi hoga
bhala sa kismat mein meri bhi
koi toh kala meri bhi ragon mein
daud rahi hogi

mujhse na juda junoon main
khol pankh udoon
main na thamna chahta
main jaanta hoon main kaun hoon

mujhse na khafa junoon main
na kabhi ab rukoon
main na thamna chahta
main jaanta hoon main kaun hoon

chaloon
yoon na rahe na koi doori
karoon
hasratein saari puri
chaloon
yoon na rahe na koi doori
karoon
hasratein saari puri
chaloon
yoon na rahe na koi doori
karoon
hasratein saari puri
hasratein saari puri

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...