lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu ek raat nahi – yor yugh verma

Loading...

saare khawab saare raaz sab saath le g*yi
phir kyon yaad na le g*yi
teri yaadein mere paas kyon tu saath na le g*yi
kyon tu yaad deke g*yi
har baar ki tarah hai teri har baat sahi har baat sahi
teri yaadein mere paas kyon tu saath na le g*yi
kyon tu saath na le g*yi

kaise jeeyoon tere bin
jeena raas aave na
khafa hai kyon tu paas aave na
na tere bina saans aave na aave na
kaise jeeyoon tere bin
jeena raas aave na
khafa hai kyon tu paas aave na
tu aaja mujhe yaad bhaave na bhaave na

iss dard se dil ko nizaat nahi
raste ye thame tere baad vahin
teri sunnе ko tarsa awaaz bhi
oh yaar kyon tu saath nahi

saare khawab saare raaz sab saath le g*yi
phir kyon yaad na lе g*yi
teri yaadein mere paas kyon tu saath na le g*yi
kyon tu yaad deke g*yi
har baar ki tarah hai teri har baat sahi har baat sahi
par itna bata main kaise kaatu saari zindagi yeh bas
ek raat nahi, ek raat nahi
har baat sahi har baat sahi

saanson ko chhuti hawayein nahi
tere paas le aaye aisi raahe nahi
kismat pe na bas mera bas
maine chaha bas itna tu jaayein na kahin
tera diya har tohfa mere paas
tere saath beeta har ek pal ka hisab mere paas
tune jitni bhi kahin saari baat mujhe yaad
par bin tere jeene wo jeene waali baat nahi kyon

main tanha hoon bheed mein hazaron ki bhi
nazakatein yeh badli nazaron ki bhi
koi lamha na j*sme sukoon mile
chubhne lagi mojudgi yaaro ki bhi

kaise jeeyoon tere bin
jeena raas aave na
khafa hai kyon tu paas aave na
na tere bina saans aave na aave na
kaise jeeyoon tere bin
jeena raas aave na
khafa hai kyon tu paas aave na
tu aaja mujhe yaad bhaave na bhaave na

iss dard se dil ko nizaat nahi
raste ye thame tere baad vahin
teri sunne ko tarsa awaaz bhi
oh yaar kyon tu saath nahi
saare khawab saare raaz sab saath le g*yi
phir kyon yaad na le g*yi
teri yaadein mere paas kyon tu saath na le g*yi
kyon tu yaad deke g*yi
har baar ki tarah hai teri har baat sahi har baat sahi
par itna bata main kaise kaatu saari zindagi yeh bas
ek raat nahi, ek raat nahi

hmm…ho….
hannn….hannnn….
ho..oo..oo.ho…..
hannn…ohhoo…

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...