lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu jaan-e-mann – yor yugh verma

Loading...

jaan*e*meri jaan*e*mann
jaan*e*meri jaan*e*mann

tu bata mujhse tu
kyon tu yoon rehti door
dil kare tujhko ke
apne main dil mein rakhoon
tu bata mujhse tu
kyon tu yoon rehti door
dil kare tujhko ke
apne main dil mein rakhoon

jaane kab se main
jaanu na tujhe
kab se tujhko
chahta hoon
milja tu mujhe
tujhse main tujhe
tujhse tujhko
maangta hoon

jaan*e*meri jaan*e*mann
tere bina jeena lage mushkil sa
jaan*e*meri jaan*e*mann
tere bina teekha meetha lage feeka
jaan*e*meri jaan*e*mann
rootha baitha seene mein yeh dil mera
jaan*e*meri jaan*e*mann
tere bina kisi aur ko na dekha
jaan*e*mann kyon teri tarah
koi doosri nahi bata
jaan*e*mann kyon tu hi meri
nigaahon mein ghar tеra kar g*ya

jaan*e*mann kyon teri tarah
koi doosri nahi bata
jaan*e*mann kyon tu hi meri
nigaahon mein ghar tеra kar g*ya

kyon teri hi bas
talab si rahe
kyon tujhse mera
dil kehta rahe sada

jaane kab se main
jaanu na tujhe
kab se tujhko
chahta hoon
milja tu mujhe
tujhse main tujhe
tujhse tujhko
maangta hoon

jaane kab se main
jaanu na tujhe
kab se tujhko
chahta hoon
milja tu mujhe
tujhse main tujhe
tujhse tujhko
maangta hoon
jaan*e*meri jaan*e*mann
jamuna kinare mujhe mil toh zara
jaan*e*meri jaan*e*mann
khole khada baahein aake gale lagja
jaan*e*meri jaan*e*mann
apna banake na tu kar yoon daga
jaan*e*meri jaan*e*mann
tod na dil bas pyaar kare ja

jaan*e*meri jaan*e*mann
tere bina jeena lage mushkil sa
jaan*e*meri jaan*e*mann
tere bina teekha meetha lage feeka
jaan*e*meri jaan*e*mann
rootha baitha seene mein yeh dil mera
jaan*e*meri jaan*e*mann
tere bina kisi aur ko na dekha

kush sharma
y*y*v (yor yugh verma)
starboy starboy

tere bina kisi aur ko na dekha

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...