lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kaash – yor yugh verma

Loading...

kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab sun leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil dukhta na

kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab maan leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil

kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab sun leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil dukhta na

kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab maan leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil dukhta na

barson se na thaki manzil ki talash
main nazmo se zakhmi parinda bana hoon
kismat jaise mujhse meri ho naaraz
maine jeena nahi chhoda par main zinda kahan hoon
ab dushman lagе khudki hi awaz
jaise dooriyaan badhi armaano se
merе dost purane wo rehte kahan
jo saath the kal mere gaano mein
bas kya dikhane ko
mujhko zamane ko
waqt yeh aaya ya
hissa kahani ka
mujhe sikhane ko
ya yeh dikhane ko
tujhko na chahein koi
teri tarah yahan
khair tujhe kya
tujhe na fark padega
main akela tha
par bikhra nahi tha
par aaj meri aankhon mein hai ashq jo saare
har ek aansu ki main khud hoon bana wajah
kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab sun leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil dukhta na

kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab maan leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil dukhta na

kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab sun leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil dukhta na

kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab sun leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh aaj dil dukhta na

kaash
kaash gaane vaane kabhi bhi main likhta na
kaash bade bade sapne main dekhta na
kaash tab sun leta sabki
yeh kaam raeeson ke toh dil aaj dukhta na

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...