lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu yeh pehli baar – yor yugh verma

Loading...

na na.. na na… na nana naah…
na na.. na na… na na na…
na na.. na na… na nana naah…

yeh pehli baar
nahi ke main
teri yaadon mein raat bhar soya nahi
yahi har raat hota hai

yeh pehli baar
nahi ke main
teri yaadon mein roya hoon
yoon hi har baar dil mera rota hai

khoke tujhko, bas lamhe
beete aur yaadein hai
mere paas mein yaaram

khoke tujhko, bas lamhe
beete aur yaadein hai
mere paas mein yaaram

yeh pehli baar
nahi ke main
teri yaadon mein raat bhar soya nahi
yahi har raat hota hai
yeh pehli baar
nahi ke main
teri yaadon mein roya hoon
yoon hi har baar dil mera rota hai

yeh pehli baar…

kehde haath rakh ke tu dil pe tеre
tujhe yaad meri aati nahi
kеhde haath rakh ke tu sarpe mere
ke tu mujhko chahti nahi

main laut jaaun ya jaaun na
main gungunaaun ya gaaun na
main theher jaaun tere hi sang
tere sang teri duniya mein

main tere bin na to jee sakun
main mera na main tera hi hoon
mujhko tu rakhle nigaaho mein
rehna sada mere saath tu

tu mujhse door
khadi kyon hai
mere paas mein aa bhi ja
mujhe seene se yoon lagale apne tu
yeh pehli baar
nahi ke main
teri yaadon mein roya hoon
yoon hi har baar dil mera rota hai

yeh pehli baar
nahi ke main
teri yaadon mein raat bhar soya nahi
yahi har raat hota hai

yeh pehli baar
nahi ke main
teri yaadon mein roya hoon
yoon hi har baar dil mera rota hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...