lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu gang shit – young galib

Loading...

bola nahi sounga chain se, jab tak main pehnunga chain nahi
baap pe paise toh bohot hai, par kabhi kiya main flex nahi
rehta main lowkey ab kaafi, kisko batata main plans nahi
jo area main pala main waha pe pata kar, phir aake batana tu hota kya gang sh*t

le lunga bangla gaadi, sapne hai bade to hustle jaari meri
duniya kamini hai aali, isliye toh gaane mein nikalti munh se gaali mere
chhoda main duniyadari, jab kandho pe aa g*yi zimmedaari mere
kiya bohot gunhegaari, bro abhi tak jama hai numberkaari mere

wazan ko dekh, halke mein lena nahi
kar nabhi shake, bacchan tu dena nahi
karte ye flex, phir kehte ye armaani
gucci ka snake, par keede hai rehmaani

gaane jo le ye reference ke bina bhi, jaise ye drake, lil wayne ki bina hi
gaano mein wave, main asal mein tsunami
sun raha main ab, main kaano se behra nahi
chaotic life mein je raha hu, area mein roz ke lafde the
haan main ab nightmare ban g*ya, aata main haters ke sapne mein
rehta hu khush main apne mein, gaane banata band kamre mein
apne pe aati toh leta nahi second bhi phir deta hu bheje pe sadme main

bola nahi sounga chain se, jab tak main pehnunga chain nahi
baap pe paise toh bohot hai, par kabhi kiya main flex nahi
rehta main lowkey ab kaafi, kisko batata main plans nahi
jo area main pala main waha pe pata kar, phir aake batana tu hota kya gang sh*t
rehta main waha nahi jaha meri kadar nahi
badal g*yi soch toh jagah bhi badal di ruki ye zindagi phir chali ye buffer si
aankhon ke saamne dekha main murder bhi, buri sangat par unn jaisa bana nahi
nasha kiya par nashe mein fansa nahi, kiya main hash aur liya main maza bhi
shukar hai rab ka zinagi bana di, koyele ki khaan mein heera main
inka toh flex bhi fake hai, seene ko taan ke jeera main
mujh jaisa koi nahi galib bas ek hai, 24 mein 25 lagega pata kab tak main zinda rahunga
main 24 mein rule karunga har dilo pe baba ye likhat mein dunga

signing out

memax mera bhai beat pe

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...