lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu kulfa-kar-ma – young galib

Loading...

[verse 1]
nahi darta warning se bachkane tu wehem hata
teri kurbani ke pehle main padh lun 2 rakat
aankhon mein gussa tha toh chashma pehna video mein (haan!)
aankhein dikhata toh ye kutta wahin pe moot deta (woo!)
main leta groups mein toh dard nahi sehen hota
tu pehle milta mujhse toh tu mera fan hota
babli hosh mein aa jeet ke khwaab tu dekhna chhorr
ye salman deta trophy agar tu stδn hota
main khud ke team se inspired khud ke team se tu bahar
b00bs mere nahi khanna ke udhar choos jake kayar
main hun scene ka khalnayak aur tu scene ke nahi layak
babli soch ke hai dari agla move mera kya hai
acha young galib kangal hai toh phir tu kaunsa ambani (kidhar ka?)
agar hood mera bekaar toh mumbai aake kyun kamare (kyun?)
hota naam ye badnaam toh tu aata nahi marane
tu jo hood ko diya gaali haan wo dharavi hai shaane
har ek gully mein hai thugs tere 45 mangale
har ek gully mein tupac tere 47 mangale
main haq se label mein signed pareshaan ye bichara
3 ikke mere paas aur main baazi jeet jaara
bachkane taash khelte idhar apan uno nahi
tu reverse patte daal ab main aage badhte jaara
kya bola video mein maine mere lip sync nahi kiya
tu khud kaunsa kiya kulfe kulfi kyun khaara
gaana tu phir se nikala public ko chutiya banara
apne ko tipping aayeli andar se tu kisse likha raa
first off f*ck you b*tch and the lines you claim
westside dharavi haan pura haath mein game (haath mein!)
flow dhaapna chhorr babli use your brain
matra bhasha mere desh ka hai hindi be (hindi!)
teen din se nahi soya teri neendein main udaya
shukriya kar mera tereko itna consistent banaya
english tere se main seekhun itna bura din nahi aaya
tu khud wahan g*ya ya angrez idhar aaya
pahadon ko nahi babli main tereko lalkara (tereko!)
pahadon mein hai tujhse zyada apna bhaichara
latak ke jhulra ye neeche mere aand banke
main khada counter pe ye aaya pakwaan banke
tera label bhaga daala ab tu footpath pe
abhi main gaadi leke aayega salman banke
oyo jaisi shakal aur tu oberoi mein chill karta (haan!)
mereko khaaredega bataun kaun tera bill bharta?
ye bambai wala slang babli tere pe nahi suit karta
account hota bhari to tu road pe nahi shoot karta
nahi chhorrne wala abhi main khane ka counter
tere jaise kitne rapper khaunga baith ke count kar
iski height itni jhaant jaata fair ball bhi bouncer
ye bars tere nahi ye fair doll ke counter
[refrain]
gaand maara kam padi chapa tune company
pinky wali harkate khayega tu bi kanpadi
aapa chale mat kar koi nahi apna takkar
rakhi pinky babli sab ko lund pe baithate
(sabko baithayenge aur sab baithenge, kya?)

[verse 2]
pehle baal khade nahi hote the ab lund khada nahi hota hai
technical nahi t*st*cl* tu niche ka gota hai
le baar baar baar hakle lad nahi sakta
bantai galib br ke bina kuch ban nahi sakta (kuch bhi nahi!)
ab sunne mein aaya ke tu kasai ban ke aaya
ab wahi banke reh tu rapper ban nahi sakta
hustle sab karke aaye tu akela nahi (nahi!)
khud ko star bole jo duniya mein faila nahi (kaisa star?)
wo rapper sabka baap jisko chutiya bulaya
ussi rapper tere gang ki fuddiyan sujaya
baat mat kar yahan tu passion ki
video mein chamiya jaisa chaal ye nahi fashion week
writing seekh haan meri writing sick
lip sync g*yab teri khelrela hide and seek
chahiye beef to le saliya seekh tu khaali kaliyan ghiss
main ghuma galliyan 20 tabhi main bad and beast
sabka badla lega faisal peeche hatna nahi
aur kitni karwa lega abey badnaami
aur teri lun main zaroorat nahi
zaroorat hogi to parvat main hi
milne aaunga main tereko lene dunga karwat nahi
life meri mast alhumdulilah
woh waqt tha galat jab tu mujhse bhida
icecream pasand main dun vanilla
ye teesra tha round jo main tujhse bhida
[outro]
“haan malum nahi ye kaunsa round chal raha hai
tu jab*jab aayega, tab*tab khayega
chutmari ke!”

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...