lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu zinah – zakir sudhmahadev

Loading...

ladke jama chaar, dekhein ladki ka libaas

nazarein libaas par, ladki sharamsaar

ladki bhaag nikli, toh aage thi deewaar

khaayi idhar, udhar talwaar ab
hataye kaise pair, uske haath mein tezaab

ladke pakde hath, muhn par rumaal
ladki hui behaosh, dala andar car

laya apne adde per, muhn par naqab
rakha usse zameen per, utaari salwaar

uske chal rhe the periods, matlab ladki thi
bimaar

ankhein uski band, shakal uski saaf
dekh kr uski halat, haste lagataar

hosh jun hi aya, wahan chal raha tha jaam
pak raha haaraam, dekh rahe the p*rn

mein royi gidgidayi, meri sunni na awaaz
g*yab thi qameez meri, aur salwaar

behoshi ki halat mein, mera hogya tha zinah
camera bhi on, qaid saari waardaat

mein nangi thi zameen par, badhe the mere
haath

taangon pe tha khoon, thi aankhein meri laal
gaal pe kharonche, meri izzat ki kharab

dard tha qamar mein, meri toot rahi thi jaan
garoob ho raha din, ho rahi thi shaam

akhon mein the anshu, hont rhe the kaamp
ro rahi thi mein, bolein aansu na nikaal

abhi hua kya tere sath, abhi hona iske baad
khaak thi gawah, jo mera ho raha tha haal

baal mere kaate, uspe kar diya peshaab
jaise karte hai halaal kiya mera vaisa haal

khajar nikalein bolein deige tujhe maar
khaak thi gawah, jo mera ho raha tha haal

baal mere kaate, uspe kar diya peshaab
jaise karte hai halaal kiya mera vaisa haal

zinah toh zinah meri rooh di thi maar

wahan pada tha tezab, meine diya hath maar
ek ko di laat, dusra khiche mere baal

botle uske muhn pe, teesra khinche meri taang
hath aya kaach, uska sar diya kaat

ab hogyi thi raat, samne mere laash
mein bach kar ayi bhaag, meine kara aisa kamal

phate the mere kapde, badan par the daag
zinda thi laash, rhi thi mein bhaag

log hue hairan, puchhein kiya kis ne haal,
ye wohi log the, jo rahe the ladkiyan taad

toh mein pehnu gar hijaab, ya laga rakhun naqaab
inn se hota nahi bardashat, toh usko karte hain harass

10 feesad bhi inke, fass jati hai jaal

kisi ko bolte aag, kisi ko bolein maal
bharosa kare koi toh usse, karte troll

if i standing in the street or sitting in
the park

mera j*sm log dekhein, jaise hun bina libaas
akele jati na mein bahar, jab tak ho koi na sath

letana jo ho bister par toh dekhte nahi zaat
shadi ki aye baat, saat naslein aati yaad

ladki chahiye virgin, khud bitate bahar raat
khurafat khurafat, ilm ki zanjeer mein

jo karein bad*ikhlaqi, baant dein lakeer mein
uthaye jo awaaz, sajate tasveer mein

kaampte shareer jo hojate zaleel hain
ye dour hai alag, yahan din aur kya raat

baap hai hairan, kahan hai meri aulaad
bache puchheinge sawaal, toh kya honge jawab

siyaasat rahi lada, bhaichara fannah
jin ke paas nahi paisa, woh kar rahe hain kaam

jin ke ameer khaandaan, woh drugs mein mubtla

tareekh kehti kuchh, kuchh kehte hain log
jo hoti hai sachayi, panne diye jala

aag ki hain laptein, khoon hai sawaar
wazan hamare kandhon par, junoon hai khumaar

jo fankaar hai sacha, unko dil se salaam
jadodehd se jo door, unki karun kyun mein baat

bhad rahe hain rape, badh rahe hain case

police horhi hai fail, mujrim andar thodi
der

fir paisa chalta tol tol ke usko mil jati
hai bail

na saza gunehgaar ko, na hoti usse jail
jiske do do hain muhn, vesi chal rhi hai rail

macha rakha hai khel, pata hai hamein
tum bete politician ke, badal doge game

paisa, izzat, shohrat, inka bhar jayega pet
pakad le koi nass toh uske samne jate let

kiya koi shayad kaand ho, banaya bada makan ho

doulat ka jahan ho, na bister par aaraam ho
mein batein karun classic, tum itne na hairan ho

gane honge band jaise horhi azaan ho

ye toh thi sachayi, aage dekho mera kaam jo
meri aa rahi hai album jiska naam aieen sheen qaaf

karo intezaar, bass aani issi saal

kuchh warq dun jala, kuchh lafz dun mita
kehne ko boht sara par ab leta hun vidaa aur

shukriya aap sab ka jo mujhe tha sunna

shukriya aap sab ka jo mujhe tha sunna

shukriya aap sab ka jo mujhe tha sunna

intezaar kijiye aieen sheen qaaf ka

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...