lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu aahatein – zellix feat. aditi sharma

Loading...

dil ki ye kahani
ishq ki hai ye vani
ishq meherbaani

bakshi jo khuda ne
dil ko yun lubhana
tera yun muskurana
tujhko yun chahna
tu rahe dua mein

naam tera rahe zuban par
jaise raat ki nami subah par
de de tu bahana
tu ruhana meri

teri aahatein aajkal
mujhko yun sata rahi hai
aahatein aajkal
mujhko yun rula rahi hai
teri aahatein aajkal
mujhko yun sata rahi hai
aahatein aajkal
mujhko yun rula rahi hai

khwabo mein
kitabo mein
teri hi kahaniya
dhadkane jo dhadakti hai vo
teri meherbaniya
khwabo mein
kitabo mein
teri hi kahaniya
dhadkane jo dhadakti hai vo
teri meherbaniya

aaja meri baahon mein
ghulja meri saanson mein
ishq hai in hawao mein
bayan karun main nigaho se

naam tera rahe zuban par
jaise raat ki nami subah par
de de tu bahana
tu ruhana meri

teri aahatein aajkal
mujhko yun sata rahi hai
aahatein aajkal
mujhko yun rula rahi hai
teri aahatein aajkal
mujhko yun sata rahi hai
aahatein aajkal
mujhko yun rula rahi hai

teri aahatein aajkal
mujhko yun sata rahi hai
aahatein aajkal
mujhko yun rula rahi hai
teri aahatein aajkal
mujhko yun sata rahi hai
aahatein aajkal
mujhko yun rula rahi hai

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...