lirikcinta.com
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

lirik lagu suffer – skar-47

Loading...

[verse 1]
zindagi ka hai ye saffar
chal tu mere abh sath magr
soch mein rakh ya daarna mat
maut ke dar say yahan martay sabh
uski mushk ko khojna mera maksad abh
tere dil mein waapas aana jese manzir abh
seedha raasta banna marakaz abh
yaha se wah phirru m ein darbadar
maut ki gherio mein laut kr aaya abh
idhr pohancha mein karkay khud ko daffan
zindagi bhi jail jese mehaz ek kaffan
humaeti kam khayi khudse kassam
ikhtetam ke inteha jab tk pohancho ga nahi
tab tak kisi bhi hadd paar kiye bina ch*rna hai nai
uppar ek glass ceiling jisko th*rna bhai
zindagi hai dushvaar lekin rona nahi
ye hai mushklo jungle
sabr kho na nahi
khelte hain sub, pr ye khilona nahi
dil ke baghair kuch bhi hona nahi

[chorus]
(tanhai mein thay doobay
dhoyo ke peechay ham ro rhey
charaso ki mushk mein hum soo rahay
maazi saath kabhi na chorray)x2

[verse 2]
tamaam ghaltiyan kr ke mein seekha
besabri mein phal bhi mila pheeka
girta matt tou mein tou phir uth ta kese
munafiq mein bana kyu ke tha aesay
rishto ke peet peechay khayein hain paisay
har zulam hotay hua bhi dekha mein ne
khud bhi mazloom, zindagi ye cruel
galliyo mein phirta mat
tou phir seekhta kese
dunya ye bhenchod
majboori ke bahanay yahan phirte bohat chor
maazi se darkhuast haal ko haal pr mat chor
5 saal ka huga jab mein class tha betha
bamb patha ek dum aur khirki le betha
bamb patha saath meri gand bhi thi phatti
lekin us din ke baad meri kabhi nahi phatti
jab maut guzri saamnay sab ki thi hatti
lekin chup rahi thi meri hifz ye bhi chatti
ek dafa dekh kr nahi dar jaata
lekin jab har roz roz mar mar ke marjaata
tou phir apnay humsafar se abh darna kya tha

[verse 3]
raasto ki baat kartay
sab pr chal kr dekh chukka
kisi bhi mein nahi mein jeeta
koi raasta mila na seedha
poochtay dost itna kyu sanjeeda
karta kyu ke sachi baat
jeet mein bhi kyu milti haar
iska mere paas jawaab
jo chahta tha woh na mila
uske bina sab kuch parra
tu kyu thi aesi ye tu bata
khojta wafadaari lekin mere pass na atta patt
zamana jaali, mother f*cker
mein kalla sher tu lagar bagar
hip hop ki khaalis hai maghaz
n*gga pop you open like a f*cking surgeon
good riddance mother f*cker, mehaz ek burden
offend honay waalo ka tou lund se hai darja
tujhe mere se hai mere lund pe tou charja
teri zindagi mein maslai bohat jani chikle tu garda
apni khattao kabhi daalta parda
nah dhamka mujhe mein tou shayad rabb se bhi nahi darta
jesa hu mein wesa hi dikhta
jidhr bethna chahoo wahan se phir nahi hilta
charjao ek dafa tou phir mein nahi girta
hashar kr rakha dunya ne mere sir ka
[verse 4]
dogli ye dunya har taraf se mein dekh chukka
deshatmand aur deshatgard
woh bhi jinke dil mein deshat par
unme se na raha mein
masoomi se door ja rha
nani poochti mera chota beta kahan gya
muskaraata mein kyu ke sachai mein tou woh na rha
shikari shikar ka khel
ban tu khud mahraaj ya prey
dur raho unse jo har baat par haan kareyin
sachay dost nahi woh kaam kharaab karein
woh rakho jo tumharay raah ko saaf karein
ghalat baat ko na karein
haram halal karein
jiyo maro ash kero
kisi ko parwa nahi
dunya bhi kutti hai
jese karma ka naam koi
hip hop mein nahi border
na mazhab
na rang hai na maghaz
ye hota na hazam
hoti tujhe qabaz
tou bund mein le qalam
aur pehli fursat
pr nikal laudayyyyyyyyy

lirik lagu lainnya :

YANG LAGI NGE-TRENDS...

Loading...